Investing option discuss.

BHAVESHKESWANI

KF Expert
Hello...

aap pe depend karta hai ki kis vajah se aapko apne paise invest karne hai aur sabse badi baat ye hai ki paiso ko invest kiya jaaye. Maine kai aise log dekhe hai ki apne paise aise udate hai jaise unke zindagi me sirf "Present" hai .. "Future" nahi..

Bank FD, Postal savings, KVP, PPF, Etc. ye sab sabse safe source mane jaate hai savings ke liye..

But agar aap ye chahte hai paise saved rahe aur us par utna zyada return bhi mile jisse aap Inflation, Needs, Luxurious future, Emergencies ko fulfill kar sake to aapko humesha Mutual Funds ke bare me sochna chahiye..

Sabse pehle apna Term insurance karva lijiye, because aapki absence me aapki family ko ghar chalane me taklif na ho.

"HAPPY INVESTING" :)
 
Karunakara

KF Mentor
Kar सकते hai. Agar aap apni exact requirement bata सकते hai to.
1 Banking mein kya guidance chahiye? FD/RD/PPF ke bare mein ya account opening ke baren mein?
2. Kitna invert karna chahte hai? Lump sum ya Har mahine kuch paisa invest karna chahte hai?
 
Fd /rd and ppf details information. I invest 1.5 lac.
 
Hello...

aap pe depend karta hai ki kis vajah se aapko apne paise invest karne hai aur sabse badi baat ye hai ki paiso ko invest kiya jaaye. Maine kai aise log dekhe hai ki apne paise aise udate hai jaise unke zindagi me sirf "Present" hai .. "Future" nahi..

Bank FD, Postal savings, KVP, PPF, Etc. ye sab sabse safe source mane jaate hai savings ke liye..

But agar aap ye chahte hai paise saved rahe aur us par utna zyada return bhi mile jisse aap Inflation, Needs, Luxurious future, Emergencies ko fulfill kar sake to aapko humesha Mutual Funds ke bare me sochna chahiye..

Sabse pehle apna Term insurance karva lijiye, because aapki absence me aapki family ko ghar chalane me taklif na ho.

"HAPPY INVESTING" :)
Mutual fund ke bare me details se samjha do
 
Top